Sunday, 20 April 2014

Romantic poetry

Kash koi is tarha bhi

Romantic poetry

Kash Koi Is tarha bhi waqif ho meri zindagi se
K main Barish main bhi rouon To mery Aanso parh le


Ik pal me jo barbad kar dety hain

Romantic poetry

Ik pal Me jo barbaad kar dety hain dill ki basti ko FARAZ
Wo log dekhny main aksar masoom hoty hain

Do Mosam Ik pal me

Romantic poetry

Do mosam ik pal main kesy aa sakty hain
Wo shdaab chery meri patjhar aankhain


Ho chandni jab tak

Romantic poetry

Ho chandni jab tak Raat Deta he har koi sath
Tum magar andheron me na chorna mera haath


Kis zalim ada se wo

Romantic poetry

Kis zalim ada se wo apna bistar chorti hogi
Khli zulfain band hont Ulgi sansain or ghzab ki angraiyan


Jab Le kar naam mera

Romantic poetry

Jab le kar naam mera Pukara us ne sare mehfel
Ban ban kar gyi logh mery humnaam nikly


Abhi Kamsin ho rhny do

Romantic poetry

Abi kamsin rehny do khi kho do ge
Tumhary hi liye rakha he le jana jawa ho kar

Na kamsin hon na nadaa hon muhabat ko samjhta hon
Tumhara kia bharosa he mukar jaao jawa ho kar


Aank rakhty ho

Romantic poetry

Aankh rakhty ho to us aankh ki threer bhi parho
Munh se Iqraar na karna To he Aadat Us Ki

Ab koi mujh ko dilay na

Romantic poetry

Ab koi mujh ko dilay na muhabat ka yaqee
Jo mujhy bhol na sakty the wohi bhol gye

Labels: , , , , , , , , ,

0 Comments:

Post a Comment

Subscribe to Post Comments [Atom]

<< Home