habib jalib
habib jalib Poetry
Ye or baat teri gali me na aay hum
Lekin ye kia k sher tera chor jaay humMudat hoi he koi butaa ki tarf gye
Aawargi se dill ko kaha tak bachain hum
Shayed bqeed zisat ye saat na aa skay
Tum dastane shok suno or sunay hum
Be nor hochuki he boht sher ki fiza
Tareek raston main kahi kho na jay hum
us k baghair aaj bhi jaee udaas he
Jaleb chalo khi se usy dhond layin hum
Habib jalib poetry in urdu
Aaj phir tum nazar nahi aay
phir tmana k phool murjayaajh phir sogwar aankhon ne
lal o gull pe ashk barsaay
Aaj phir ahd o gham k fasany
Meri Betabiyon ne dharaay
ur bhary sher me tumhara pata
Kis ko maloom kon batlaay
Kin daryaaon me kho gye ho Tum
Hum sitaron ki khak chan aay
Labels: Best Ghazal, Best short msgs, Best urdu Shayari, Broken heart poetry, habib jalib, Ishk poetry Sad, Sad Urdu Poetry, Udaas Shayari
0 Comments:
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home