Monday, 7 April 2014

Bewafa Urdu Poetry

Hi dosto agar aap Bewafa Urdu Shayari Ki talash me hain to
apki talash yhi khatam hoti he Must Vist for best Urdu Poetry
Bewafa Urdu Poetry.




Agar Wo Zindagi Me Faqat Ik bar Mera Ho Jata
To me zamany Ki kitabon se lafz Bewafai Hi mita Deta



Bewafa Urdu poetry
-----------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------



Wo bewafa na tha yonhi badnaam ho gya
hazaron chahny waly thy Kis Kis se wafa Karta


MERY BAN JAO


Tery baghair dill ko chain he na aaram he
Tery baghair zindagi be maza si shaam he

Talkh Talkh shba ko bhi me pi gya kal bazam main
Ye mery Saqi ki nazron ka chalakta jaam he

Aa gya doston k bewafa hony ka waqt
Ab mujhy unsy para Ik zarori kaam he

Darbadari likh di gyi qismat me ab to ay nafees
Is jaga aaram he na us jaga aaram He





Bewafa Urdu poetry
-----------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------



Badal gya ku mizaajh uska kuch hi mudat main
Wo to kehta tha badalty log is achy nahi lagty


MERY BAN JAO

Wo Ishk jo hum se roth gya
Ab uska haal batay kia

Ik aag gham-e-Tanhai ki jo sary badn me phel gyi
Jab jism hi sara jalta ho phir Daman-e-dill ko Bujhay kia




Bewafa Urdu poetry
-----------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------




Dill ki dunya me tery siwa kisi or ko basaon to bewafa kehna
Tmaam umar tery chokhat se sar uthaon to bewafa khna

Ae dost mery piyar me agar koi farq aay to khnjar uthany ki zrort nhi
TUm aankhain pher lena me mar na jaon to bewaf kehna




Bewafa Urdu poetry
-----------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------



Bewafa tum kabhi na they lekin
Ye bhi such he k bewafa se rhy



Bewafa Urdu poetry
-----------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------



Hum hi me na thi koi baat yad na tum ko aa saky
Tum ne hain bhula diya hun na tumhain bhula saky



Bewafa Urdu poetry
-----------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------



Waqat tezi se badal gya or tum
Waqat se bhi tez nikly



Bewafa Urdu poetry
-----------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------



Umar bhar likhty rhy phir bhi warq sada rha
Jany kia lafz thy jo humsy tehreer na hoy



Bewafa Urdu poetry
-----------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------



Khali hain dill faqeer k kashkol ki trha
Us shaher bewafa kon le gya



Bewafa Urdu poetry
-----------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------


Labels: , , , ,

0 Comments:

Post a Comment

Subscribe to Post Comments [Atom]

<< Home