Tuesday 25 December 2018

Best urdu ghazal

Dard kia hota hai btayein gein kisi roz Kamal ki ghazal tum ko sunaein gein kisi roz Thi unki zid k mai jaun unko manane Mujko yeh veham tha vo bulayein gein kisi roz kabi b maine to socha b nahi tha Vo itna mere dil ko dukhaein gein kisi roz Har roz aieene sey yehi poochti hun mae Kia rukh pe tabassum sajayein gein kisi roz? Urney do in parindon ko azaad fizaon mein Tumhare hon agar to lout ayein gein kisi roz Apne sitam ka dekh lena khud hi Saqi tum Zakham e jigar tamaam log dekhein gein kisi roz !

Labels: , ,

Wednesday 21 November 2018

Two lines urdu poetry

Ye teri twaja ka he aejaaz ke muj se


Ye teri twaja ka he aejaaz ke muj se
Har shakhs tery shaher ka barham he meri jaan

Us aakhri nazar main ajab dard tha muneer


Us aakhri nazar main ajab dard tha muneer
usky jaany ka ranj mujy umar bhar rha

Mujhy acha nahi lagta ksi ka muntazir rehna


Mujhy acha nahi lagta ksi ka muntazir rehna
Mager wo khubsorat he usy takheer ka haq he

Labels: , , , , , , , , , , , , , , , , , ,

Monday 19 November 2018

November Urdu Poetry


Sirf ik bar aao mery dill me apni muhabbat dekhny


Sirf ik bar aao mery dill me apni muhabbat dekhny
phir lotny ka irada hum tum par chor dain gy

November Urdu Poetry

Har taraf se ronak bas ik teri hi he kami


Har taraf se ronak bas ik teri hi he kami
sard mosam halky badal or udaas november ki aakhri shaam

November Urdu Poetry

 

Halki Halki si sard hawa zara zara sa dard dill


Halki Halki si sard hawa zara zara sa dard dill
Andaz Acha he November tery Aany ka

November Urdu Poetry


November ka rawaya bhi usi be dard jesa he


November ka rawaya bhi usi be dard jesa he
Na jazbon me tapish koi na lehjy me koi garmi

Na baton me koi narmi siyah ratain khafa needain
Thakan se choor jisam wo jan

Na seeny me ama koi na khuab mehrban koi
November ka rawaya bhi us bedard jesa he

November Urdu Poetry

Pocha kisi ne haal kisi ka to ro diye


Pocha kisi ne haal kisi ka to ro diye
Pani me Aks chand ka dekha to ro diye

November Urdu Poetry

November ki tarha hum bhi alvida keh dain gy ik din


November ki tarha hum bhi alvida keh dain gy ik din
Phir dhondty phiro gy December ki thandi raton me.


Labels: , , , , , , , , , , , ,

Saturday 22 September 2018

Bana Gulab to Kanty Chubha Gya aik shakhs

Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs, Hua chiragh to ghar hi jala gaya aik shakhs, Tamam rang meray aur saray khuwab meray, Fasanay thay k fasana bana gaya aik shakhs, Mein kis hawa main uron kis fiza mein lehraon, Dukhon key jaal her su bicha gaya aik shakhs, Mohabbaton nay kisi ki bhula rakha tha issey, Milley woh zakhm k phir yaad aa gaya aik shakhs, Khula yeh raaz k aina khana hai duniya, Aur is main mujhey tamasha bana gaya aik shakhs?!

Labels: , ,

Agar tum kisi se mohabat karty ho

Agar tum kisi se mohabat karte ho tou usy azad chor do agar woh wapis na aiya tou samjh lo k woh kabi tumhara na howa tha aur agar wapis aa gay tou us ki qadar karo

Labels: , ,